Waqt
Kya waqt tha woh
Kya lamha tha woh
Kuch kamzor tum the
Kuch kamzor hum the
Tere bina din na badle; Un lamho ka daur aaj bhi sang chale
Sirf tere anne ka hai intezaar
Sirf tere anne ka hai intezaar
Aaj socha tujhe bhulu
Tere yad se mera daaman na bhigau.
Lekin kismat ne aaj milwaya hume
Mujhe dekh ke do pal toh tum bhi ruke the
Aaj socha tujhe bhulu
Tere aankhon ne mujhe is baat ka ehsaas dilaya,
Hum saath na rehkar bhi saath hosakte hai
Tum meri yaadon mai aur mai tumhari
Aaj socha tujhe bhulu
Itne saalo baad bhi mai sochu,
Kya waqt tha woh
Kya lamha tha woh
Kuch kamzor tum the
Kuch kamzor hum the
Comments
Post a Comment