Ghar
Ghar ki yaad bahut hai aati
Ae maa, manzilo ke darwaaze teri chaukhat se hoke guzrte hai
Maa ki sachai mere jeevan ki disha bani
Pita ka pyaar meri takat
Aaj ghar se dhoor, galtiyo ki beech
Apni maa aur pita ki goad mai sojau
Un shabdon ko wapis lelu
Maa ki sachai mere jeevan ki disha bani
Pita ka pyaar meri takat
Ghar ki yaad bahut hai aati
Apni maa aur pita ki goad mai sojau
Un shabdon ko wapis lelu
Jinse dil toote kae
Zindagi bhi wahi yaad dilati hai
Jisse bhulne ki chah mai Jeevan beet gaye
Kaash tum hote mere pass
Zindagi bhi wahi yaad dilati hai
Jisse bhulne ki chah mai Jeevan beet gaye
Kaash tum hote mere pass
Ae maa, manzilo ke darwaaze teri chaukhat se hoke guzrte hai
Aaj bhi Ghar ki yaad aati hai bahut
Aaj bhi Ghar ki yaad aati hai bahut
Comments
Post a Comment